12 मई 2012

भारतीय ज्ञानपीठ को गौरव सोलंकी का पत्र.

1 टिप्पणी:

  1. yah patra sahitya ki duniyan main apane -apane math banaye mathadheeshon ki nangayi ka sachha writant hai. sahitya or samaj ki sewa ke nam par in mathadheeshon ne kaisi gandagi failayi hai usaka ek udaharan matra hai.isaki jitani ninda ki jay wah kam hai. in sahitya ke mafiyaon ne na jane kitane honaharon ko khatm kar diya hai. ab samay aa gaya hai ki sahitya ke in mafiyaon ke khilaf ekjut hokar inhen ukhad faika jay. pratibaddha lekhakon ko chahiye ki in matho se na koyi purasakar grahan karen or na hi apani koyi rachana prakashanarth bhejen. poori tarah inaka bahishkar hona chahiye.anyatha wah din door nahin jab sahityakar in mafiyaon ka kritdas banakar rah jayega. yah kisi ek *gaurav* ka sawal nahin hai balki ek sahitykar ke samman ka sawal hai .main samajhata hun ki ek sahityakar ke liye samman se badkar kuchh nahi ho sakata hai.

    जवाब देंहटाएं